Chanay ki Daal Pakane ka Tarika
Ingredients
Chanay ki daal 1kg
Cooking oil 1/4kg
Piyaaz 1adad
Lehsan pisa hoa 2chamach
Adrak pisi hoe 1chamch
Haldi pisi hoe 1/2chamach
Laal mirch pisi hoe 1chamach
Laal mirch sabut 5adad
Namak 1chamach
Timater 1/4kg
Hari mirch kati hoe 8adad
Kali mirch 10adad
Tarika
< Cooking oil main piyaaz brown karain phir is main lehsan ,adrak ,namak,pisi mirch,sabut mirch kati hoti,kali mirch, haldi aur adha cup pani daal ker achi terhaan bhonain.Phir chanay ki daal aur 3glass pani daal ker aanch taiz ker dain jab pakne lage to halki aanch ker dain.30minutes main daal gal jae gi phir is main hari mirch aur timater daal ker pani khushak hone tak pakaen.Lijie chanay ki daal tayyar he.Salad ,achaar aur raitay ke saath nosh fermaen.

No comments:
Post a Comment