Wednesday, 28 December 2011
Friday, 23 December 2011
Bukhar ka Taweez
Spiritual Treatment Of Fever
Bukhaar(fever) ko theek kerne ke liye Para 7,sorah ambiya ki ayat 69
aik sada kagaz per likh ker chamre main lapait ker bazo per baandh lain .Ye bohat mujerrib amal he.

Friday, 16 December 2011
Mash Ki Daal
Maash ki daal pakane ka tarika manderja zail he.
Ingredients
Mash ki daal 1kg
Chane ki daal Aadha pao
Sabut mirch katti hoe 20adad
Lehsan kata hoa Aik adad
Adrak kati hoe Dairh chamach
Piaz 2 adad
Namak Aik chamach
Cooking oil 1/4kg
Kali mirch 1/2chamch
Tarika
Aik patili main chane ki daal, lehsan,adrak,kali mirch,sabut mirch,namak daal ker 4glass pani daal ker halki aanch per galne ke liye rakh dain . 45minutes baad mash ki daal daal dain jab mash ki daal gal jae to aik choti patili main cooking oil daal ker is main piyaaz brown ker ke daal per daal dain lijiye maash ki daal tayyar he.Salad aur raete ke saath khaen.

Friday, 9 December 2011
Jokes In Urdu
Aik bewakoof : Kitni harani ki baat he ke ande mai se choza nikalta he.
Dosra bewakoof : Is se bhi harani ki baat he ke choza ande ke ander jata kaisay he.
Fakeer : Begum sahiba bhokay ke liye khana he.
Begum sahiba : He mager we bhoka abhi dafter se nahi aaya.

Subscribe to:
Posts (Atom)