Maash ki daal pakane ka tarika manderja zail he.
Ingredients
Mash ki daal 1kg
Chane ki daal Aadha pao
Sabut mirch katti hoe 20adad
Lehsan kata hoa Aik adad
Adrak kati hoe Dairh chamach
Piaz 2 adad
Namak Aik chamach
Cooking oil 1/4kg
Kali mirch 1/2chamch
Tarika
Aik patili main chane ki daal, lehsan,adrak,kali mirch,sabut mirch,namak daal ker 4glass pani daal ker halki aanch per galne ke liye rakh dain . 45minutes baad mash ki daal daal dain jab mash ki daal gal jae to aik choti patili main cooking oil daal ker is main piyaaz brown ker ke daal per daal dain lijiye maash ki daal tayyar he.Salad aur raete ke saath khaen.

No comments:
Post a Comment